जवाब JAWAAB LYRICS IN HINDI – BADSHAH

0
10


जवाब Jawaab Lyrics In Hindi - Badshah

Jawaab Lyrics In Hindi

ये मुनासिब होगा
हमको थामलो के
हम भी चाँद ढूंढने
लगे है बादलों में
नाम शामिल हो चुका है
अपना पागलों में

मतलबी इस दुनिया से
किनारे करलू
नाम तेरे सारी की सारी
बहारें करदू
बस चले तो तेरे हाथ में
सितारे रखदू

हो हो हो…

शाम का रंग क्यों
तेरे रंग में मिल रहा है
दिल मेरा तेरे संग
बैठ कर क्यों खिल रहा है

है कोई जवाब
ओ मेरे जनाब
है कोई जवाब
इस बात का

आपके अपने ही है
हमको जानिए तो
इस शर्म के लहजे को
पहचानिए तो
बात बन जाएगी
बात मानिए तो

क्या है कुछ नहीं
ये 4 दिन की जिंदगानी
तारों के हर फेर की
ये कारिस्तानी
ना कभी भी मिटने वाली
लिख दे कहानी

आपकी आँखों में जो लिखा
मैं वो पढ़ रहा हूँ
बात वो होंठों पर कब आएगी
इंतजार कर रहा हूँ

है कोई जवाब
ओ मेरे जनाब
है कोई जवाब
इस बात का

बुनते रहे
या ना बुने ये ख्वाब
है कोई जवाब
इस बात का

Jawaab Music Video

c

Ye Munasib Hoga
Hamko Thamlo Ke
Ham Bhi Chand Dhoondne
Lage Hai Badalon Mein
Naam Shamil Ho Chuka Hai
Apna Paagalon Mein

Matlabi Is Duniya Se
Kinare Karlun
Naam Tere Saari Ki Saari
Bahaare Kardun
Bas Chale To Tere Hath Mein
Sitaare Rakhdun

Ho Ho Ho..

Shaam Ka Rang Kyon
Tere Rang Mein Mil Raha Hai
Dil Mera Tere Sang
Baith Kar Kyon Khil Raha Hai

Hai Koi Jawaab
O Mere Janaab
Hai Koi Jawaab
Is Baat Ka

Aapke Apne Hi Hai
Hamko Jaaniye To
Is Sharam Ke Lehje Ko
Pehchaniye To
Baat Bann Jayegi
Baat Maniye To

Kya Hai Kuch Nahi
Ye 4 Din Ki Zindgani
Taaron Ke Her Fer Ki
Ye Karistani
Na Kabhi Bhi Mitne Wali
Likh De Kahani

Aapki Aankhon Mein Jo Likha
Main Wo Padh Raha Hoon
Baat Wo Honthon Par Kab Aayegi
Intezar Kar Raha Hoon

Hai Koi Jawaab
O Mere Janaab
Hai Koi Jawaab
Is Baat Ka

Bunte Rahe
Ya Na Bune Ye Khwab
Hai Koi Jawaab
Is Baat Ka


Written by: Badshah

If Found Any Mistake in above lyrics?, Let us know using contact form with correct lyrics!

Jawaab Song Info:

Song: Jawaab
Singer(s): Badshah
Musician(s): Badshah, IOF, Hiten, Aditya Dev
Lyricist(s): Badshah
Cast: Badshah, Gayatri Bhardwaj
Label(©): Badshah

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here